Assalamualaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuh Main apni zindagi ka agla qadam Allah Ta‘ala ki raza aur Sunnat-e-Nikah ko apnate hue lena chahta hoon. Meri khwahish hai ke meri life partner ek aisi ho jo divorced ya widow ho, umar 35 se 50 saal ke darmiyan ho, apni sehat ka khayal rakhti ho, deendar, caring aur samajhdaar ho. Mere liye sabse aham baat ye hai ke hum dono ek doosre ko izzat, muhabbat aur wafadari dein, aur apni zindagi halal aur sukoon ke saath guzarain. Insha’Allah main apni biwi ke saath poora izzat aur zimmedari nibhaunga. Agar aap ke circle mein aisi koi suitable aurat ka rishta ho, to mehrbani farma kar raahnumai karein. Allah aap ko iska behtareen ajar ata farmaaye
Mera maqsad ek halal aur serious rishte ke zariye apni zindagi ka agla safar shuru karna hai. Main aisi life partner chahta hoon jo divorced ya widow ho, umar 35–50 saal ke darmiyan ho, sehatmand ho, caring aur samajhdaar ho. Main usko poora izzat, muhabbat aur zimmedari dene ka irada rakhta hoon